Phir Kabhi Lyrics is incredibly sung by Arijit Singh for Sushant Singh Rajput’s new film “M. S. DHONI – THE UNTOLD STORY “ directed by Neeraj Pandey.The song “PHIR KABHI” is versed by Manoj Muntashir and its music producer’s name is Amaal Mallik.Get full song lyric with its English Translation & meaning.
Song: Phir Kabhi
Singer: Arijit Singh
Music Director : Amaal Mallik
Lyrics: Manoj Muntashir
Music Label: T-Series
Phir Kabhi Lyrics – Arijit Singh From M. S. DHONI FILM
Yeh lamha jo thehra hai
Mera hai ye tera hai,
Yeh lamha main jee loon zara.
Tujhme khoya rahun main
Mujhme khoyi rahe tu
Khudko dhoond lenge phir kabhi.
Tujhse milta rahun main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
haan haan phir kabhi.
Kyun bewajah gun gunaaye
Kyun bewajah muskuraayein
Palkein chamakne lagi hai
Ab khaab kaise chupayein,
Behki si baatein karle
Has-has ke aankhein bhar le
Ye behoshiyan phir kahan.
Tujh mein khoya rahoon main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khud ko dhoond lenge fir kabhi,
Tujh se milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge fir kabhi
Ahaan fir kabhi.
Dil pe taras aa raha hai
Paagal kahin ho na jaaye
Wo bhi main sun ne laga hoon
Jo tum kabhi keh na paaye,
Ye subha phir aayegi
Ye shaamein phir aayengi
Ye nazdeekiyan phir kahaan.
Tujhme khoya rahun main
Mujhme khoyi rahe tu
Khud ko dhoond lenge phir kabhi.
Tujhse milta rahun main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
haan haan phir kabhi.
